Hum vishvaas se ek desh dekhte hai (382)
हम विश्वास से एक देश देखते है
जो इस पृथ्वी से है शोभायमान
वहाँ यीशु कर रहा तैयार
मेरे लिये एक रहने का स्थान
थोड़ी देर में वहाँ
प्यारो जाके हम सब मिलेंगे
अपने काम से विश्राम करेंगे
शोक और क्लेश
और सब दुख होंगे दूर
भजन सुन्दर मनोहर वहाँ
तब हम गावेंगे हर्ष से भरपूर
थोड़ी देर में वहाँ
प्यारो जाके हम सब मिलेंगे
प्रेम और आशीष अनुग्रह संपूर्ण
आनन्दपूर्वक मन खोल के सदा
यह पिता के हैं अद्भुत वरदान
हम तब करेंगे स्तुति का गान
थोड़ी देर में वहाँ
प्यारो जाके हम सब मिलेंगे
Hum vishvaas se ek desh dekhte hai
jo is prithvee se hai shobhaayemaan
vahaan Yeshu kar raha taiyaar
mere liye ek rehne ka sthaan
thodee der mein vahaan
pyaaro jaake hum sab milenge
Apane kaam se vishraam karenge
shok aur klesh
aur sab dukh honge door
bhajan sundar manohar vahaan
tab hum gaavenge harsh se bharpoor
thodee der mein vahaan
pyaaro jaake hum sab milenge
Prem aur aasheesh anugrah sampoorn
aanandpoorvak man khol ke sada
yeh pita hain ke adbhut varadaan
hum tab karenge stuti ka gaan
thodee der mein vahaan
pyaaro jaake hum sab milenge