top of page

Aao Hum Yahova Ka Dhanyawad Karein - Easy Guitar Chords & Strumming Pattern | Yeshu Ke Geet

Updated: May 14, 2022




Chords Used: G, C, D

Strumming Pattern: DUDU DUDU


Chorus

G C

Aao hum Yahova ka dhanyawad karein,

D G apne saare hridya se vandana karein,

G C Uske faatkon mein stuti karein,

D G

aur lalkaarein

Verse 1

G D Jisne banaya humein,

C G veh hai humara aadhaar,

G D

Jisne bachaya humein,

C G

veh hai humara uddhaar,

G C Uski ho jay jay ho Aradhana,

D G veh hai sabhon ka pradhaan

G C Uski ho jay jay ho Aradhana,

D G veh hai sabhon ka pradhaan Aao….

Verse 2

G D Apne saare tan man se,

C G uski mahima karein,

G D Veh hain shifa aur najaat,

C G uski prashansa karein,

G C Veh hai jag ka data aur taranhaara,

D G uski ho jay jay sada

G C

Veh hai jag ka data aur taranhaara,

D G uski ho jay jay sada Aao….

4,215 views0 comments
bottom of page